Humne suna hai, tumne jeevan saathi chuna hai
Jisko tumne chun hi liya hai,
Kahi hoga na aisa ek bhi, hoshiyaar bhi hai aur nek bhi, use duniya me sab kahete hai achchha
Kabhi jhuth nahi wo bolta, kabhi zahar nahi wo gholata,
Wo dil ka saaf hai aur bilkul sachcha,
Humne suna hai, tumne jeevan saathi chuna hai
Jisko tumne chun hi liya hai,
Par raara raara... tu tu ru ru... par raara raara, tu tu ru ru...
Ye to batao hume samjhao hai kis gharaane ka wo
Wo nahi aisa waisa nahi tumhare jaisa
Kahi pada use kya paaya tha
Humse to kaho hum par yakeen kardo
Maine pahele hi tha keh diya
Ladke ki puri chhanbin kardo
Humne suna hai, tumne jeevan saathi chuna hai
Jisko tumne chun hi liya hai,
Chup raheta hai ya bole jaata hai
Jaaye kahi wo jo baate kare to
Eek rang bharta hai wo...
Indian hai ya angarej hai
Himmatwala hai kya mere jaisa
Pati bane ga bas kya naam ka
Wo jaisa bhi ho par na Ho waisa
Humne suna hai, tumne jeevan saathi chuna hai
Jisko tumne chun hi liya hai,
Tumne suna hai, tumne bilkul thik suna hai, maine jeevan saathi chuna hai