Masoom kaliyan muskurati thin
Hawain kher makdam ke tarane gun gunati thin
Abhi Jibrail(A.S) bi Utrey bhi na they Kaabey ke mimber se
Ke itne me sada ayi yeh Abdullah ke ghr se
Mubarak ho Shahe har do jahan tashreef le aye
Mubarak ho Mohammad Mustafa(S.A.W.) Tashreef le aye
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
Wal fariqaini min arbiyon wa min ajami
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-Ins-o-jaan
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-Ins-o-jaan
Aik din Jibrail(A.S.) se kehne lage Shah-e-ummam
Arz ki Jibrail(A.S) Ney aye Shahidi aye Mohtaram
Ap ka koi mumasil Hi nhi Rab ki qsm
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Awllaaa habibul azitur jaa shafatuhu
Awllaaa habibul azitur jaa shafatuhu
Li qualli hawlim minal ahwalm muaqtamin
Mere mola sada athiudrid k gajre apne mabub pr jo teri h taqliq behtri
Usi mehbub se babasta ummide shafat h k har himmat shikar mushkil me
Naw Koi Aap(S.A.W) Jesa Tha
Naw koi Aap(S.A.W) jesa h
Koi yunsuf se puche Mustafa ka husn kesa h
Zameen-0-aasmaan me koi bhi misaal na mili
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Salam US pr ke jisne beqason ki dastgeeri ki
Salam US pr ke jisne Badshahi me faqeeri ki
Salam US pr ke jis ke ghr me Chaandi thi na Sona tha
Salam US pr ke toota borya jiska bichona tha
Moujudad Fakhri Noye insaani
Tabbasum guftugu bndanawaazi Khanda peshani
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi